Khidmat-e-Khalq Foundation +91 9769656689 ยท khidmatekhalq.kkf@gmail.com
18/07/2026

FREE NEET UG Counselling & Career Guidance

KHIDMAT-E-KHALQ FOUNDATION (KKF)

Health & Education Awareness Initiative

 

๐ŸฉบFREE NEET UG Counselling & Career Guidance

NEET UG 2026 mein kamiyabi hasil karne wale tamam students aur unke walidain ko dil se mubarakbaad! ๐ŸŒน

Ab medical career ka sabse aham step shuru hota hai โ€” Counselling, Choice Filling aur College Selection.

Yaad rakhiye, sirf achha NEET Score hi kaafi nahi hota. Sahi guidance aur sahi decision lena bhi utna hi zaroori hai.

Ek chhoti si galti aapki pasandida MBBS seat ko affect kar sakti hai.

Jo students professional guidance lena chahte hain, woh sampark kar sakte hain:

Medidream Education Pvt. Ltd.

๐Ÿ“ Offices: Nagpur | Pune | Mumbai | Nashik | Washim | Wardha

๐Ÿ“ž Counselling Helpline: 9665009672

Agar aapke jaan-pehchaan mein koi NEET UG 2026 Counselling ke liye guidance dhoond raha hai, to yeh maloomat zaruratmand students tak zaroor pahunchayein.

WhatsApp
Need Help?